Friday, October 12, 2007



woh kehte hai na jo hota hai achche ke liye hota hai galat kehte hai
kismat ka khel hai saara phirta tha main aawaara

yeh kya se kya ho gaya chaar din ki zindagaani

har pal ek nayi kahaani

kya tha, main kya bana gaya

kya huva jo laaree chhooti

jivan ki gaadi looti

kwaab hai toh mujhko na jaga

zindagi ek pal mein saaliyuun palat gayi hamaari

jhoot hai toh mujhko na bata
karlo jo bhi karna hai hota hai jo hona hai

guzra toh pal yeh phir na aayega

kya bura hai kya bhala hai waqt hi shaayad khuda hai

ho jaane do phir dekha jaayega

kya huva jo laaree chhooti jivan ki gaadi looti

kwaab hai toh mujhko na jaga

zindagi ek pal mein saaliyuun palat gayi hamaari

jhoot hai toh mujhko na bata
woh kehte hai najo hota hai achche ke liye hota hai

sahi kehte haijivan ki gaadi looti

No comments: